Always remember ~ Krsna is Happiness

Mataji PAmHO.
Tuesday Z mji se baat ki –
Mji- Class se kya samjh aaya?
I- basic bhool gaye hain, sab kuch janne ke baad bhi Krsna bahirmukh bane hue hain
Mji- Krsna hi anand hain… agar ye yaad reh jaye tau jo GURUDEVA 2-3 years se LECTURES DE RAHEN HAIN, wo apne aap follow ho jayege, mann ke anusar nahi chalenge, kissi se expectation nahi rahegi, spiritual mein hi sthith rahenge, har time apne svarupa mein rahenge, vyakti vastu paristhiti ko change nahi karenge, ek line mein hi sara samadaan hai, aur main isko bhool kar hi sare karye sahi karna chahti hoon.

Mataji jab bata rahe the tau apni mukrakhta bhi samaj mein aa rahi thi… Krsna hi Ananda hain, jab ye samaj jaongi tau jarta ki seva band karke SRI GURU-Sri Vaishnavo ki seva karungi… ye solution to all hain… iskcon mein jate the tau sabse yahi baat karte the Krsna hi anand hain aur wahi bhool gaye.

Maine Rrsn 173rd Sloka ke points bataye ki kaise apne svarupa mein reh sakte hain.

Mji- Aap kaun sa LECTURE sunn rahe hain?
I- Aswadan Tattva.

Mji ko Aswadan Tattva LECTURE ke points bataye aur Uss time ke pal relish cherish kiye.

Thank You Mataji PAmHO.trying to serve You X dasi